Computer And Laptop Ke Folder Ko Kiase Hiden Kare - Vinay Cpmputer

Admin Co-Vinay Kumar Verma
0
Computer And Laptop Ke Folder Ko Kiase Hiden Kare - Vinay Cpmputer
dosto kabhi kabhi aisa hota hai apne computer ya laptop me kuchh aisi file hoti hai. jise hum kisi ko bhi dikhana nahi chahte hai. ye file  kuch bhi ho sakti hai. jaise koi image video etc. hum yehi chahte hai. isse humaare sivaay koi dusra na dekhe. agar apko pata hai. ki apne file ko kaise lock kiya jaata hai. to aap isse lick karke dusro se bacha sakte hai. vohi agar apko nahi pata hai ki apne file ko dusrpo se kaise  chhipaaya jaaya toaap chinta me pad jaayenge lekin aaj hum apki ye problem solve kar denge dosto vaise to internet par to bahut se aise software maujood jiski madad se aap apni file ko dusro ko dikhaane se rok sakte hai. lekin mai apko aisa method bataunga ki aap apni file ko bina kisi software ke dusro se chhipa sakte hai. isss method me hum kisi chheez ko lock nahi karte balki use chhipa dete hai. 
1 step sabse pehle."my computer" open kare

2 step=ab "tools" par click karke .neeche se "folder option" choose kare.
 3step=fir "view" par click kare.ab aap dekhenge ek jagahye likha hoga.
aapko  main ise ek image me dikha raha hun.
ab baari aati hai.folder hide karne ki
4 step= 
sabse pehle ek new folder banaye
5 step= 
ab jis file ko aap dusro se chhipana chahte hai. use iss new folder me rakhe 
6 step 
ab folder ko band karke folder par cursor le jaakar "right key" dabaye. aur property ko seleck kare
7 step 
ab aap is window me neeche dekhenge ki "hiden" likha hoga.us par marks lagaye maine picture bhi dikhai hai
mark lagakar "apply" par click karke "ok" par click kare bus ho gaya aapka folder hide ho jayega.ise dobara wapas laane ke lye upar ke image ko dekhe .usme maine bataya hai .kaise wapas lana hai.

"dont show ,hiden file and folder".iske samne mark lagaye.aur "apply" par click  kare.fir "ok" .click kare

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

यह पोस्ट आपको कैसी लगी Comment Box में अपना राय जरुर दे
तो मेरे FACEBOOK PAGE को LIKE करे SHARE करे COMMENT करे

Visit Now:- Vinaycomputer.in
Thank You..

यह पोस्ट आपको कैसी लगी Comment Box में अपना राय जरुर दे
तो मेरे FACEBOOK PAGE को LIKE करे SHARE करे COMMENT करे

Visit Now:- Vinaycomputer.in
Thank You..

Post a Comment (0)

(WELLCOME FRINDS) VinaY ComputeR No(01)Website &Mai Apako New New Jankari Deta Raho Ga & To Koe Bhi Taklif Ho To Comments Kare Like Kare Share Kare Thank You.....

About Post By Admin:-Vinay Kumar Verma

captain_jack_sparrow___vectorदोस्‍तो आप को इस ब्‍लोग के जरीये मेरे पास जो भी जानकारी है कम्‍प्‍यूटर के बारे में या जो भी जानकारी मुझे मिलती है वो जानकारी आप तक पहुचाने का प्रयास करूगा इस ब्‍लोग से आप को कम्‍प्‍यूटर से जुडी जानकारी ही नही और भी जानकारी मिलेगी आप को इस ब्‍लोग पर आने के लिये धन्‍यवाद

Followers

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !